maaf kar don gi kyun k muhabbt mein koi hessab nahi hota
will forgive him
becoz kisi nay kaha hai bht dafa
if u love sumone set him free if he is urs he will come back to u one day 8)
tay result is if he is mine toh why shuld i loose him
maaf kar dun ga lekin kahun ga ab bohat der ho chuki hey :33:
maf ker dun gi .. cahyee osy ne sacha pyar nahi kai per mein ne to kai na .. to maf ker dun gi ,
Muaf kar doon ga. Akhir woh bhi tou 10 baar muaf kar chuki hai already. :D
yahan ek option aur hona chahiye tha ke .. muaaf to kar doon ga lekin shayad pehli si baat na rahe ..
To mery bhai vote do keh maaf ker dunga aur post main explain ker do ... warna to bohat si options ban sakti hayn.
Maaf to ker hi dungi per main usy kahun gi keh mujhy kuch waqt lagy ga wapis sahi honay main ... sab bhoolnay main ... is liyekuch arsa behter hay keh ... mujh say rabta na kero .... jab normal ho jaungi tab ... sab kuch normal bhi ker dungi .... bas kuch dayr akyly reh ker mujhy sab dobara say normal kernay ka waqt chahiye
vote maaf kerne wale ko de diya ...
lekin mere khayal se .. muaaf to insan kar hi deta hai .. lekin us baat ka dil per ek siaah nishan par jata hai .. jo arsa guzer jane ke baad bhi nahi mitta .. is lie yeh keh dena ke muaf ker ke wapis waisa ho jaon ga ... bohot mushkil hai .. ho bhi sakta hai ke waqt ke sath sath insan sab purani baatein bhool jaye .
Hmmmm ..... Haan bohat mushkil ho ga wapis normal hona