apne 5 Favt members ke naam bata do aur reason bhi bata do ke wo kiun favt hain ? :P
5 tu favt nahi shyed 1 2 zaeyda hun :P
Farii: Very frndly n my age fellow :P
Noman: Kaffi ache hain...aur very respectful b hain aur zaeyda posting b inhi k saath hoti hai tu issi liye hi favt
$oni: Very frndly hain...Mughey miss karti hain jab main kabhi in ko nazar nah aaon tu :P
Kiran: Ye pata nahi punjabi mein kya words use kiya karti thi jin ki samjh nahi ati thi mughey lolzzz waise she iz gud
Sweet man: Ye b kaffi frndly n very respectful hian...posting achi hoti hain in ki b
Palkian: Achi hain aur decent hain baqi I like in k siggz waigara bana'na
Aalloo: Aalloo k barey itna hi kahon ghi k " Aalloo hai" =))
Aur baqi b sabhi ache hain...
last time pak main ay kitni dair ho gai hai :?:
pak ki koi khass baat ya cheez jissay app miss kerti hon :?:
Jab se aai nahi gayi wapis
Khass baat cheez yahi pak itself...aur apni aunty(khala) lolz aur cousinz ko
aap ne apna Sathiya hi kion rakha
Waise hi mughey acha lagha tha :) :P
nice answers :P
acha yeh bata do ke sab se zayada darr kab laga aur kiun laga tha ? :P
free time ghar pe guzarna acha lagta hai ya bahir ghoomna phirna ?
Cooking aati hai ?
kia kia pakaya hua hai abhi tak life main ? :P
acha yeh bata do ke sab se zayada darr kab laga aur kiun laga tha ? :P
Aap ne abhi pata nahi kis dar ka poocha ahi abhi
Phir b 1 baar main bohut dar gayi thi :P
Summer tha....tab i waz in pak...meri cousin ki new new hi shadi hui thi tu hamien uss k haan jana tha shaam ko...aur ussi din Star Plus pe star privar awards ka show b tha...main ne b jana tha apni sisz k saath lakin jab jane laghe tu main ne kaha nahi main ne nahi jana main kal aaon ghi :P like show dekhna tha mughey
Main kaffi khush thi k chalo jaan chooti main abhi araam se show dekhon ghi...Abhi show laghne mein koi 30 45 minz honge k bahir shoor k snake aa gaya hai n main lolzzz bohut dar gayi baad mein unhoon ne pata nahi snake ko nikaal b diya ghar se...uss din mere mamo b aye huwe they hamare ghar...Tu baad mein kehte hian k abhi tu chala gaya hai snake dekh lo show par main lolzz main ne kaaha nahi main ne yahan rehna hi nahi =)) main waz like k shyed abhi yahin kahin ho wo snake :P...tu main uss din apne ghar b nah rahi mamo k saath un k ghar jana para phir :P
Tu yahi iss din hi main bohut dar gayi thi aghley phir 2 3 b kaffi dar laghta raha k abhi aya snake =))
lolzzzz :P
ghar main daant kis baat pe parti hai ?
aur koi apni aisi aadat jis se chutkara hasil karna chahti hain ? :P
kisi stranger se baat ho to kia cheez note karti hain ?
kisi se jaldi hi free ho jati hain ya bohot time ke baad ?
free time ghar pe guzarna acha lagta hai ya bahir ghoomna phirna ?
Main har time free hi hoti hun lolz...aur time jahan pe maza ho....bahir ghomna b acha laghta hai par like i like traveling tu aise hi nahi k aas pass bus kahin door jana acha laghta hai ;p
Cooking aati hai ?
kia kia pakaya hua hai abhi tak life main ? :P
Yahi tu 1 kaam hai jo nahi ata lolz...Mom se b dant parti hai iss wajha sa
Apni life mein abhi tak
Tea, aur lolz white rice b shyed theek nahi pata aur kuch khass nahi lolzz mughey cooking nahi ati...haan 1 kaam ki baat jis mein main mahir hun... 4 kanoon wali rooti b banai hui hai bohut baar :P
aur baqi kuch khass nahi abhi tak tu
Aman ko Aalloo kiun kehti hain ? :?
lolzzzz :P
ghar main daant kis baat pe parti hai ?
aur koi apni aisi aadat jis se chutkara hasil karna chahti hain ? :P
Ghar mein dant...jab kahien k ye kaam abhi k abhi karo aur main nah karon :P...aur time pe khana nahi khane pe aur 1 2 aur baatien hain mom kaffi gussa dikhati hain un baaton pe :P
Adat se chutkara...Gusse se...Mughey gussa bohut jaldi aur bohut gussa ata ahi lolzz...