View Full Version: Member of the Week [ Farii ]

jandians >>Interview Corner >>Member of the Week [ Farii ]


<< Prev | Next >>

AMAN.- 08-11-2008

Tum bohat friendly Ho . Dosroo ko bi khush rakhteee . Parhnay main achee ho .. arrey thoraa soch kar jawab doo tareefain to aur bi mill jaty :P:P Chalo abhi apni burayee karoo 3 lines main :P

Farii- 08-11-2008

Tum bohat friendly Ho . Dosroo ko bi khush rakhteee . Parhnay main achee ho .. arrey thoraa soch kar jawab doo tareefain to aur bi mill jaty :P:P Chalo abhi apni burayee karoo 3 lines main :P Ghussa aager aa jaye to buhat bura wala aata hai :( Bagher soochay samjhay bolti hoon Jhoot buhat bolti hoon aur dosron ko buhat asaani se hurt bhi ker deti hoon :( matlab aglay banday ki feelings ka ahsaas nahin kerti :(

AMAN.- 08-11-2008

Good Answer . Acha khud kay baray main sab say achee aur sab say buree cheez kaya lagty hay u ko ?

Farii- 08-11-2008

Good Answer . Acha khud kay baray main sab say achee aur sab say buree cheez kaya lagty hay u ko ? Sab se buri baat yahi lagti hai k bagher soochay samjhay bolti hoon... buhat dafa aisa hua hai k mujhay baad mein afsoos hua.. magar pachtaye kia hout jab chirriyan chug gayeen khet :( Sab se achi cheez yeh k ager koi meray saath bura karay to bus thori dair k liye ghussa ata hai.. phir jald hi bhool bhaal bhi jati hoon :) Oye u yeh to nahin poochna chah rahay k mujhay apni ankhen achi lagti hain ya naak ya kaan :P Jo maine ooper answer dia hai wohi poochna chah rahay thay na? :P

AMAN.- 08-11-2008

haha pocha to wohii tha chaloo abb yai bi bata :P kay kaya acha lagta hay aur kaya bura :P

Farii- 08-11-2008

haha pocha to wohii tha chaloo abb yai bi bata :P kay kaya acha lagta hay aur kaya bura :P Hahahahaha :P ankhen achi lagti hain ;;) mashAllah mashAllah ;)) baal buray lagtay hain.. baal isliye kharab ho gaye hain kiun k main baloon ki care nahin kerti :?

AMAN.- 08-11-2008

Haw hayee :P Ankho ka colour kaya hay ? Aur baloo ki care kiu nahi karty ?

Farii- 08-11-2008

Haw hayee :P Ankho ka colour kaya hay ? Aur baloo ki care kiu nahi karty ? Ankhon ka colour black hi hai :d Nahin bulkay jhoot bolti hoon.. pata hai Aman meri ankhon ka colour itnaaaaa different sa hai... kuch blue ka shade aata hai kuch green green si hain =)) Baloon k liye itniiiiiii daantt parti hai ammi aur bhi jitni relatives waghera hain un se .. magar main susti buhat dekhati hoon aisay kamon mein ;))

AMAN.- 08-11-2008

hahaha wah kaya sundar ankhain hain :P:P Achaa novels party ho ? ajj tak say acha konsa para ?

Farii- 08-11-2008

hahaha wah kaya sundar ankhain hain :P:P Achaa novels party ho ? ajj tak say acha konsa para ? hahaha sundar ankhain ;)) Novels yaar buhat pehlay perhay thay...Ab na writer ka naam yaad hai aur na novel ka.. Ab to bus khwateen digests perhti hoon :P un mein meray interest ki stories hoti hain :oops: ;))

Sameen- 08-11-2008

tmhe doosron k cell phone dekhney main kiya maza aata hai? :X last tym kab sharminda huee theeen? Forum p aa kar itna khush q hoti ho? sis se kis baat p larayee hoti hai? :P (as if I dont know ) ;)) frnds banatay huay kiya dekhtee ho? kis qisam k khawb aaatay hain? koi aisa kaam jo tum hansi khushi karti ho? :P (net p aanay k ilaawa) n Mem ov the week ban'na kesa lagta hai?cuz if i am not mistaken third tym ban rahee ho.. =)) and MOTW main kis qisam k qs chahtee ho? ;)

Noman- 08-11-2008

Farii .. apne 7 favt members ke naam aur un per note likho =))

Noman- 08-11-2008

last time kab royi ? aur kiun ?

Noman- 08-11-2008

Sameen se kabhi serious larayi hui ? agar hui to kiun ? aur agar nahi hui to kiun nahi ? :P

Noman- 08-11-2008

forum ke kis kis member se real main milne ki khuahish hai ?

Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.