Bohut bohut shukriya Farii MQM ko nah support karne ka :P
Aap ki dob kya hai? aur b-day kaise celebrate karti ho ?
Bohut bohut shukriya Farii MQM ko nah support karne ka :P
Aap ki dob kya hai? aur b-day kaise celebrate karti ho ?
20 Dcember... year nahi bata rahi plz :P Age to meri tumhain pata hai hi :P Cake kaat'ti hoon.. Gher waloon se gifts wusool kerti hoon :D
Nah batao mughey pata hia 4 aur 5 ko plus kar do bus aur saath mein 8 laga do :P
Poetry kaisi laghti hai?
Apni favt ghazal likh do yahan
appko makeup karna ka shock hai aur fashion karti ho
Nah batao mughey pata hia 4 aur 5 ko plus kar do bus aur saath mein 8 laga do :P
Poetry kaisi laghti hai?
Apni favt ghazal likh do yahan
Poetry bus perhnay ki had tak achi lagti hai :)
Favt Ghazal:
Bhalay dino ki baat hai bhali si ik shakal thi,
na yeh k husun tam ho na dekhnay mai aam si.
Na yeh k woh chalay to kehkashan si rah guzar lagay,
magar jub wo sath ho to phir bhala bhala safar lagay.
Koi bhi rut ho us ki wo chup fiza ka rang roop thi,
wo germiyon ki chaon thi wo serdiyon ki dhoop thi.
Na aisi khush libasiyaan k sadgi gila karay,
na itni be takalufi k ayina haya keray.
Na asihq juno ki k zinadgi azab ho,
na is qadar kathorpan k zindagi kharab ho.
So ek roz kiya hua k wafa pe behas chir gai,
main ishq ko amar kaho wo meri zid say chirr gai.
Main ishq ka aseer tha wo ishq ko kafas kahay,
k umer bhar k sath ko wo ba aittaraz hawas kahay.
Na us ko mujh per maan tha na mujh ko us per zaum hi,
jo aihad bhi koi na ho to phir kiya gham e shikistagi.
So apna apna rasta hasi khushi badal diya,
woh apni rah chal pari mai apni rah chal diya.
Bhali si is ki shakal thi bhali si us ki dosti,
ab us ki yad raat din to nahi mager kabi kabi.... :)
appko makeup karna ka shock hai aur fashion karti ho
Nopes.... Na makeup ka shoq hai aur na fashion ka.. mujhay simple rehna acha lagta hai :)
Pak k next president koun hona chahyie? aur ye nahi kehna k sabhi 1 jaise hian tu koi b ho jaye...
Makhdoom Amin Fahim.. Un ko Prime Minister na bana ker I think ghalat kia tha in ki party nay..
i thought tum mera naam lo ge :((
Star plus k dramon k baray men kya khayal hai?kbi daikhti ho?
Apni honay wali saas men kon kon c khubiyan daikhna chaho ge? :P =))

Tumhara naam :O R u serious? :O Main Zardari and Nawaz bhai se baat karoon tumharay liye? :P
Star plus k dramon k baray men kya khayal hai?kbi daikhti ho?
Zeher lagtay hain mujhay us k dramay.. 2 saal pehlay 2,3, din dekhay thay us k dramay.. Us k baad se nafrat ho gyi :?
Apni honay wali saas men kon kon c khubiyan daikhna chaho ge? :P =))
hahahahaha =)) bus mujhay dant'ta na karain :oops: baqi jesi bhi hoon :))
farii:
yeah batao ek week main kitney days hotay hain?? ;))