apni zindagi ke yaadgar lamhaat main se kuch yahan share kar do :P
Jis din mera sab se chota bhai duniya mein aaya tha... yaadgar din hai wo meri zindagi ka.. aur jab sab se pehlay usey goud mein lia tha wo yaadgar lamha :) kiun k us mein aur mujh mein buhat ziada age difference hai isliye buhat khushi ho rahi thi itnay saloon baad chota sa munna dekh ker :D
Doosra yaadgar lamha... Jab 9th ka result announce hua aur aglay din jesay hi main class mein enter hui to saray class fellows nay kharay hoker clapping ki thi :D Buhattt khushi hui thi us waqt alhamdolillah :)
Aur teesra yaadgar lamha.. jab aaj subah meri 30,000 posts hueen =))
aww intrestNG :P ahh n now ready 4 ma oot patang qSz :P hehe..
forum k sab members ko ( jin ko U janti ho ) unko 1 word may define kero..
tumhara nick Farii kis ne rakha ?
aur u ke naam ka matlab kia hai ?
ghar main sab kis naam se bulate hain ?
Yaar gher mein saray baray to Fariyaal kehtay hain.. I think kisi aur relative ya cousin nay first time Farii kaha hoga.. us k baad se yeh nickname hogaya mera :d Wesay bhi jitni bhi lerkion ka naam Fariyaal hota hai un mein se 99.99 % lerkion ka yahi nick hota hai :P
Meray naam ka matlab nahi pata.. Buhat saari jaghon se maine poochnay ki koshish ki hai magar kabhi bhi nahi pata chala :( U ko pata chalay to mujhay zaroor batana :P
Gher mein baray to almost saray hi Fariyaal kehtay hain magar behan bhai aur cousins waghera k muun mein jo bhi aaata hai wo bol detay hain :x specially sameen nay meray buhat saray naam rakhay huay hain :x
^^ kindly woh jo bht saray nam hein woh share kiay jaein :P
o"> aww intrestNG :P ahh n now ready 4 ma oot patang qSz :P hehe..
forum k sab members ko ( jin ko U janti ho ) unko 1 word may define kero..
Oot patang logon k oot patang questions hi hotay hain :evil:
Bhayya: buhat buhat pyara
JJ: Meri jaan
Somii: Mera dil lolz
Palkain sisu: Jd ki malka :D
Jd notty: Jaania + Darling
Sinny aapi: My beloved :oops:
Ayzo: Phadday baaz :x
Aman: Chota sa bacha :P
Pari: Bus Khuwabon khayaloon ki pari :P
Heer aapi: Aunty :(
Anny: Nice
Adil bhai: SSUETian :))
MD: Yeh bhi chota sa bacha :d
Rabia baji: Gudda guriya baji :d
$oni: Yeh waqayi shetan ki khala hai :?
Saathiya: F-16 (female part)
Saabi aapi: Doctorni aapi :P
Amber: Gumshudaaaaaaaa
Umer bhai: Umer bhai BCS :)
Kiran: meri humnaam
Cyber thunder: Most decent person I have seen ever :P
Onlyurs: F-16 (male part) ;))
Nadeem bhai: Umer bhai k hum shakal :)) (kidding :d )
Sweet man: Kerway man :d
Worthless: Worthful :)
Prince of persia: POP Corn bhai :d
Fayaz: Chotuu (chota part)
Usman: Chotuu (bara part) ;))
(Ager koi reh gaya to plz apna naam mujhay PM ker dey ;)) )
o"> ^^ kindly woh jo bht saray nam hein woh share kiay jaein :P
:oops: .. Fariyee.. Faro... Fariyaal ghariyaal ;)) Ghari :oops: .. Kuch aur bhi hain magar wo yahan batanay walay nahi hain :oops:
^^ aray nhi U mst tel al awf dem :P
dekhoo farii jhoot kam likhna.. :P
ab merey questions jin k answers bhi mujhay pehlay hi se pata hain.. =)) but anyways...
wo konsa song hai jisey sun k tum khooooo jatee ho ;)
duniya main koi aisa larka hai jo tmhe bura laga ho? =))
choose d best:
orkut ya facebook?
tmhare hath ki banii chaye ya cafe P....a ki? :lol:
skool ya colg?
frog dissection ya cockroach ki? :P
fzx ya chem?
koi aisa shaks jisey thappar maarney ki shiddat se khawhish ho?
koi skill u wanna learn?
things u wanna change in world?
ppl u want back in ur life?
Welcome Fariii Yahan par !!
Bohat Goood Going and oyeee I am older than u haaaaan :evil:
Achaa yaii bataoo sab say zadha khushe kab howee ajj tak life main ?
o"> ^^ aray nhi U mst tel al awf dem :P
Yaar wo churail, bhootni type k hain :P samjha karo na.. yahan kesay bata doon :oops:
dekhoo farii jhoot kam likhna.. :P
ab merey questions jin k answers bhi mujhay pehlay hi se pata hain.. =)) but anyways...
wo konsa song hai jisey sun k tum khooooo jatee ho ;)
duniya main koi aisa larka hai jo tmhe bura laga ho? =))
choose d best:
orkut ya facebook?
tmhare hath ki banii chaye ya cafe P....a ki? :lol:
skool ya colg?
frog dissection ya cockroach ki? :P
fzx ya chem?
koi aisa shaks jisey thappar maarney ki shiddat se khawhish ho?
koi skill u wanna learn?
things u wanna change in world?
ppl u want back in ur life?
Aray U nay yeh post kab ki :O Mujhay pata hi nahi chala :P ( pehla jhoot :P )
wo konsa song hai jisey sun k tum khooooo jatee ho ;) :Beypanah pyaar hai aa ja! =))
duniya main koi aisa larka hai jo tmhe bura laga ho? =)) Sab bol do beta yahan :x haaaan hai aik class fellow :P
choose d best:
orkut ya facebook? Orkut
tmhare hath ki banii chaye ya cafe P....a ki? :lol: Meray apnay haath ki.. ab wahan ki itni bhi achi nahi thi :? Tum se bhi kahan pi jaati thi :?
skool ya colg? School
frog dissection ya cockroach ki? :P Frog ki.. araam se usey handle ker saktay hain jab k cockroach :?
fzx ya chem Donon yaar.. I think chem ziada achi hoti hai :d
koi aisa shaks jisey thappar maarney ki shiddat se khawhish ho? Aik class fellow
koi skill u wanna learn? Emm... let me think :P
things u wanna change in world? Nothing
ppl u want back in ur life? Hmmm... No one.. :)
Welcome Fariii Yahan par !!
Bohat Goood Going and oyeee I am older than u haaaaan :evil:
Achaa yaii bataoo sab say zadha khushe kab howee ajj tak life main ?
Thanks Aman beta :P Ji I know u r elder than me :P
Ary opper bataya na.. k jab chota bhai paida hua tab... jab 9th ka result aaya tab.. aur jab aaj subah meri itni posts hueen to buhat khushi hui :P
Arrey Laikin stop the betaa stuff na :O mujay to kabhi mom nay beta nahi kaha lolzz :P .
Apni Tareeef Karo 6 lines main . 6 lafzoo main nahii Farii , 6 lines main .