aap ka naam kis ne rakha ?
Mera naam meray (Late) Taya ji nay rakha tha !
AMAN.- 10-13-2007
ghar mein sab kis naam se bulate hain ..
aur nick names kitne hain .. ?
Aman kon kon kehta hai ?
Har koi ghar main mujay different name say bulata hay .. Sab say chuty behna onli say bhai ! Us say bare wali says Aman bhai , Mom pooray name say bulate hain aur bhai pata nahi kaya bulata hay :p ...
kaafi saray hain , par main ones Aman aur bubbal hain . yai mujay yahan ghar main use hotay hain friends to pata nahi kaya kaya keh kar bulatay hain :p ..
sab hi net par aur behna aur ghar main baki saray bi kabhi kabhi .
AMAN.- 10-14-2007
favt mausam konsa hai ?
Me ka fv mosam summer ka hay , summer main bi kabhi kabhi sun nikalta hay :p ... well it god kay we go out and play .
AMAN.- 10-14-2007
future plans kia hain ?
Hmm , abhi to yahe hain kaycollege finish karo aur mere digree agar milee to wo hasil karon !
Maria- 10-14-2007
eid kesi guzri ?
AMAN.- 10-15-2007
eid kesi guzri ?
Allah ka shukar hay ache guzree . Subah subah uth kay shower liya thanday paani say uff ! .. Uss kay baad Namaz parhnay gayai wahan say nikal kar khana khaya ghar wapis akay kapray change kiya aur cricket ka match khaila apis main kaafi log thay . phir ghar ayai aur shaam main friends kay sath town raat ko ghar walo kay sath dinner kiya aur phir tv dekha aur sunday ko 11 bajay uthay aur hostel main annay ki tayare ki .. yai the hamare eid !
Noman- 10-15-2007
ap ke khayal mein ek achi kamyab life guzaarne ke lie kin kin cheezon ka hona zaroori hai ? =p~
ap ke khayal mein ek achi kamyab life guzaarne ke lie kin kin cheezon ka hona zaroori hai ? =p~
Hmm supportive familey and Reliable Friends ! And thori si mehnat aur acha life partner :p
AMAN.- 10-15-2007
kabhi kisi se serious wali larayi hui ?
dishu bishu wali ? :P
Pichlay 4 salo say koi laraye nahi howee ! uss say pehlay bi meray khayal main koi serious wali nahi howee .
kiran- 10-16-2007
ap ko isy dafa eid mein kitni eidi mili?:p
aur isy eid ka koi yadgar waqia?
Noman- 10-16-2007
yahan per answers de ke kaisa laga ?
Bunty- 10-19-2007
shadi kab karni hey ? :4:
Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.