lolz nadeem ji was being sarcastic @ maria if u did not notice ...:p
aur rahe baat larkiyun kay masoom honay ki to plz abb mazak karnay band karo app larkiya :p
( Sabi > mention not again :) )
Sabi- 06-19-2007
mazaq shuru kab tha :P
n u n mera maqoul kab se hone lagey =)) :P
guls r masoom its a knwn fact ;))
Noman- 06-19-2007
ab khud socho Sabi :P
jo khud ko kahey .. mein masoom main masoom main masoom ..
wo kia masoom ho gi ? ;))
Sabi- 06-21-2007
mai ne khud ko kaha :P kiu k akser sachaye batany ;))
cox ap jese jhooty duniya = guys :P mante kabb hou
AMAN.- 06-21-2007
haan to tussi girls koi sache baata karo ge to manay gay na koi baat aur app nay to shayad na sach na bolnay ki ... :p
Sabi- 06-21-2007
sach he hy bas ye bolo k .... u dn wana listen to guls ...
AMAN.- 06-21-2007
haan we dont want to listen to guls aur unkay jhoot .. jis din sach bolain hum shayad sunay bi ....
aur mujay pata hay advance main kay app next massage main phir jhoot bolo gi :p
Sabi- 06-21-2007
touba u k soch b jhoot n baat b
m nt listening to u
Girls zara ankhain idhar udhar kar lain mujhay boys se kuch private batain karni hai...
Aray na-maqoolon!!! Yeh kya larkiyon ki tarhaan rutt laga rakhi hai "jhoot", "yeh nahin hota", "woh hota hai" "ain bain shain". Thodi logic bhi likha karo yaar. In mukhtasir dimaghon ko knock out karna koi bara issue nahin. 5 second soch kar aap bohot pharakti hui post in ke muun pe maar saktay ho...
Maria- 08-31-2007
lekin ek masla hai na Mr . ap log sochein kahan se ..
sochne ke lie dimagh ka hona bohot zaroori hai =))
cyberthunder- 08-31-2007
Theek kaha! Jab se in larkon ne ap larkiyon ko apna dimagh aik din ke waday pe udhaar diya hai, becharay theek se soch bhi nahin paa rahay. Woh tou acha hai ke ap logon ko dimagh ka istemaal nahin aata warna tou yeh becharay badi zillat uthatay is section main...
Thank God ke main udhaar nahin karta...
Noman- 09-02-2007
larkioon ke paas aur dimagh ? :O
jachi nahi kuch baat.. aur waise bhi in ko udhaar de bhi do .. to istamal karna hi nahi aata ho ga
Sabi- 09-07-2007
to app k pass dimagh hy ...
guys hv brain nice joke :P
bt us se b bera joke k jo hy nahi wo udhar b dya jata hy =))
Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.