Ashhar k lye
JD Express: :P
Ya
Malang Baba :P
Aur Khuda kare k Motu ki Dua kabool he na Ho
Aur mera Rank change ho jaye jaldi se :P
Noman- 03-24-2007
Dazzeleyes ke lie bhi ek ranka chahiye ...
plz yahan aa ker batayein thorey bohot ...
emergency hai :P
Palkain- 03-24-2007
Dazzeleyes k laye
Laraku Khan
aur
Pareshan Haal :P
Ashhar- 03-25-2007
wats my rank ????
umar_the_gr8- 03-26-2007
yaaar noman kya ho raha hai ??? sab k ranks rakhnay walay hain , 2, 2 hazar posts ho gai hain uper, palkain, aashar, dazzeleyes sab ka rakhna hai, kidher gaib ho????
main to aya nai itnay din pata nai dazzeleyes larka hai ya larki ;))
ok main kuch ranks batata hoon , jaldi say jo ranks available hain wo laga do sab k
Ding Dong
Kacha Papeeta
cheemi guru ;))
Gandaasa
Hitlor
Shareef Fasadan
Humpty Dumpty
Cheechu Chaacha
Chamchariki =))
Abi k liay i think itnay kafi hain
jitnay b abi tak mil chukay hain sab ki taraf say wo sab check ker k lagatay jao... okkkkkkkk
Noman- 03-26-2007
lolz ..
Palkain sis ke lie .. Shareef Fasadan :P pasand aaya hai
Dazzeleys ke lie .. gandaasa :P
aur Ashhar ke lie kacha papeeta ya cheechu chacha :P
Palkain- 03-26-2007
nikaal lo aap sab apne dil ki bharass abhi aur koi bhi hai jis ne rank battyein hein uss k bhi sun lein
pher jo dil chahyein rakhein me masoom ka khatrnaak sa rank :(
pari n e ye 3 Rank daye hein mere laye
Palkain k laye rank :(
1:appa basheeran
2:phuljhari,,
3:phuphay kutni
Noman- 03-26-2007
yeh teenon nahi rakhey ja sakte ...
kiyon ke is topic mein post nahi kiye Pari ne ... :roll:
aur aap ne post kiye hain ... to koi apney lie khud nahi bata sakta ....
is lie SORRY ..
aap ke lie Shareef Fasadan pasand aaya hai ..
is per ghor ker rahe hain ..
aur Ashhar ke lie Malang Baba bhi sahi hai
Ashhar- 03-26-2007
wats this malang baba ..
main koi malang etc nahi hoon ...
Noman- 03-27-2007
Rank waise hi rakhtey hain jaise bandey ko pasand na hon :P
mera hi dekh lo.. :?
Palkain- 03-27-2007
=)) =)) ashhar k laye to malang baba . he Nice rank hai hahaha
Bunty- 03-27-2007
daku rani ke lie kuch ranks aye mind mei :4:
QAATIL
MAFROOR HASEENA
KHALNAYEKA
MORNI
:33: =)) =))
Saadi- 03-27-2007
=)) lolz lolz lolz kya zabardast ranks hain =))
okk okk me ko bhi Palkain siso k liye Shareef Fasadan or Mafroor Haseena =)) lolz yeh dono pasand aaye hain
aur Ashhar k liye Malang Baba bes-*test*-('") hai -b <=))>
aur Dazzeleyes k liye Gandaasa =))
okk okk ab jaldi bolo so tht final kar loon n rakh doon
yeh saray ranks -b
<=)) lolz>-
Ashhar- 03-27-2007
wah kia baat hai ...
Farii- 03-27-2007
haan saadi sis!zabardast hain 8) jaldi se rakh dain 8)
Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.