pyaar to ek hi baar hota hai ...
baar baar jo ho wo pyar to nahi khail ho gya wo to
mujhe tu din main shayad 10 bar hota hai :oops: main kia batayoon ab =))
:roll:
larkiyoon ke pyar asay hi hote hain shayad ...
aaj ek kal doosra
ab aisi bhi koi baat nahi hai n :roll:
Sachi muahabbat tu ek hi bar hoti hai :P
to pehle hi banda topic per post ker deta hai :P
hehehee ;)) shughal bhi lagana chahiye na ;)
luv tu 1 bar he hota hai i think :roll:
acha ab topic per baat karte hain ... :P
pyar jo hota hai wo ek hi baar hota hai .. aur wohi pehla aur wohi aakhri rehta hai :D
woh he to na hum ne tab he to ye aap sab se pocha hai na k pehela pyaar he aakhari kyon nahi hota
pher log iss tarh kyon kaht hein k woh mera pehela pyar tha ya thi
kia uss pyaar k baad bhi aur koi pyaar hota hai kia iss baat ka jawab chaye hai kaise k pss?
hmmm sacha payar toh aik he dafa hota hai aur jo har roz he hua hota hai woo payar toh naii hota mazak he hota hai....
aur pehlay aur akhari i think iss liya kehtay hain kay
kay payar toh sab say he kartay hain na
lakin yeh special :oops: wala payar aik he banday say hota hai aur aik he dafa hota hai...isssi liya jab yeh payar hoo toh wo he phir pehli dafa aur akhari dafa hota hai... :oops:
ji bilkul.
pyar ek hi dafa hota hai ...
nai ji aik dafa wala kon sa love hota hai, achi cheez hai love , ye to bar bar hona chahiay our her kisi say hona chahiay our her jagha hona chahiay, :D
yahan i think .. wo waley love ki baat ker rahe they :P