Hum Kis Gali Jaa Rahe Hain
Hum Kis Gali Jaa Rahe Hain..
Apna Koi Thikhana Nahi :P-
Noman- 04-13-2007
is pyar se meri taraf na dekhoo
pyar ho jaye ga :P
Saadi- 04-14-2007
Hai Zara Theeki Theeki
Hai Zara Meethi Meethi..
Hum Ko Na Maar Dalay..
Yeh Aadaein Kisi Ki..
ALLAH Bachay Ishq Aisi Bhala Hai
Jo Bura Hai Woh Dil Ko Lagta Bhala Hai
-b
<=))>-
Noman- 04-14-2007
tumhari adayon pe main vaari vaari :P
Saadi- 04-16-2007
Yeh galiyaan yeh chaubarah..
yahan aana na dobara..
ab hum tho bhae pardesii..
k tera yahan koi nahii..
k tera yahan koi nahiii
heeeheehehehehhe ;)) :P-
Noman- 04-16-2007
likho jo khat tujhe
wo teri yaad mein
hazaron rang ke
nazare ban gye
sawera jab hue
to phool ban gye
to raat aayi to
sitarey ban gye :P
Saadi- 04-17-2007
heheheheeheheheheheeh :P
Main kal chali jaaoongi tho tu kya kareyga..
Main yaad bahut aaaoongi tho tu kya kareyga...
;))-
kiran- 04-18-2007
tum aye to aya muje yaad gali mein aj chand nikla
Saadi- 04-19-2007
Bhooli Si Surat Ankhoon Mein Masti
Dhoor Kharii Sharmayeh.. haaye haaye -
dazzeleyez- 04-19-2007
Gulabi Ankhain jo teri daikhin
sharabi ye dil ho gaya
Noman- 04-19-2007
hum hain is pal yahan
jaane hon kal kahan
hum rahein na rahein
hum milein na milein
rahey gi sada yahan
pyaar ki yeh daastan
sunein ge sada jisey
yeh zameen aasmaan
dazzeleyez- 04-20-2007
bohat din hoey hain
daikhay hoey mere yaar
aaja aaa online aaa mere yaaar
Faiza- 04-21-2007
Papa Kehte Hain Bara Naam Karayga
Nafees Humara Aisa Kaam Karayga..
Magar Yeh Tho.. Koi Na Jaane.
K iss ki Manzil Hai Kahan :P
Noman- 04-21-2007
jab koi pyar se bulaye ga
tuj ko ek shakhs yaad aaye ga
Faiza- 04-21-2007
bhool ja bhool ja usko
j0 na mila tujko
Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.