View Full Version: !:~:! Lets Sing A Song For The Person Above U !:~:!

jandians >>Music n Movies >>!:~:! Lets Sing A Song For The Person Above U !:~:!


<< Prev | Next >>

Noman- 08-16-2008

dooriyon ka dard sehna mushkil hai door rehna keh raha hai aa ke mil shagufta dil :P

saThiyA- 08-16-2008

Koi larka hai jab wo hasta hia Barish hoti hai chan chana chan

Eram- 08-16-2008

Mere sapno ka wo raja ..mere dil ka wo raj kumar.. mai tou uski diwani banugi..uspe ane laga mujhko pyar.. karti hu uska mai ab intezar ye tou hai tujhko pata Hata sawan ki ghata :P

Noman- 08-16-2008

kon hai jo sapnon main aaya kon hai jo dil main samaya lo jhuk gya aasmaan bhi ishq tera rang laya .. oh priyaaaa ...

Eram- 08-16-2008

Mere kahwabou jo aye ake mujhe ched jaye usse kaho kabhi samne tou aye

Noman- 08-16-2008

jab dil ne tujh ko rokna chaaha dooor tu ja chuka thaaa :P

Eram- 08-16-2008

Dur jake bhi mujse tum meri yadou me rehna kabhi alvida na kehna:P

Noman- 08-16-2008

sach keh raha hai deewana dil dil na kisi se lagana jhoote hain yaar ke waade sare jhooti hai yaar ki kasmain main ne har lamha jisse chaaha jisse pooja usi ne yaaro mera dil tora tanhaa choraa

saThiyA- 08-16-2008

Aankhien khuli ho ya ho band deedar un k hota hia Kaise kahon ohh yaara ye pyar kaise hota hai

Noman- 08-16-2008

raaz ki baat hai mahfil main kahain ya na kahain bus gya hai koi is dil main kahain ya na kahain kahain ya na kahain nigahain milane ko jee chahta hai dil o jaan lutane ko jee chahta hai :P

saThiyA- 08-16-2008

Aap jaisa zindagi mein aye Tu baat ban jaye baat ban jaye :P

Noman- 08-16-2008

O haseena zulfonwaali jaane jahan Dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan Mehfil mehfil ae shama, phirti ho kahan :P

saThiyA- 08-16-2008

Koi larka hai jab wo gaata hia Sawan aata hai ghumad ghumad ghumad :P

Noman- 08-16-2008

lolz :P koi larki hai jab wo hasti hai barish hoti hai .. chanan chanan chan chan

saThiyA- 08-16-2008

Aee dil dil ki duniya mein Aisa haal b hota hia

Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.