larkey masoom hote hain ..
un ka girls college kia kaam
lekin kuch jo hote hain ..
wo jate hain .. to sarey boys badnaam ho rahe hain ..
jis tara ek machli sarey telaab ko ganda karti hai ..
isi tara kuch boys bhi asay hi sab ko badnaam karing ..
aur larkiyaan khud hi bulati hain :P
Sabi- 05-12-2007
i agreee
Bunty- 05-15-2007
maan gai :O
Sabi- 05-15-2007
last wali statmenty nahi :P
Noman- 05-15-2007
shuker hai sabi kuch to maani aap :P
Sabi- 05-15-2007
larkey masoom hote hain ..
un ka girls college kia kaam
lekin kuch jo hote hain ..
wo jate hain .. to sarey boys badnaam ho rahe hain ..
jis tara ek machli sarey telaab ko ganda karti hai ..
isi tara kuch boys bhi asay hi sab ko badnaam karing ..
ye manna :Paur larkiyaan khud hi bulati hain :P
ye koi nahi :twisted:
Noman- 06-04-2007
chalo 90% percent to maan gyi ho ...
yeh bhi maan jayo gi ;))
Sabi- 06-05-2007
chalo 90% percent to maan gyi ho ...
yeh bhi maan jayo gi ;))
sach koi b bole i agree nomi ;))
Noman- 06-05-2007
to wo sach hi to kaha tha ;;)
Sabi- 06-07-2007
uffffffffffffffff sach :roll:
lols ye sach tha =))
Nadeem- 06-07-2007
to aur kya , aap ko lagta ha jo aap nei kaha woh sach ha ?
Sabi- 06-07-2007
koi shakk :P
Nadeem- 06-07-2007
haan , shak nahi shakook hain.
Sabi- 06-07-2007
lagne ki kiya baat hy ..
its a truth ;;)
Nadeem- 06-08-2007
jhoot..........
Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.