no prob Guriyaaaaaaaaaaa aur nick bara zaroor hai per mushkil nahin bohat assani say perha aur likha ja sakta hai es liay mayra vote abhi bhi NO hi hai agar kiisi ko bara lag raha hai tu wo short ker k KKG bhi likh sakta hai :)
aur avater change hona chahiay main es k haq main hon
han pahlay bhi kisi ne pm kar ke kaha KKG aur main sochna lag pari kay yah kon hai phir samaj aa gayee ke kanch ki guriya ko kkg bulaya ja raha hai. hahaha wasay avatar ko ab change kar dena chaie jamoriat nai chah rahi is ko, abhi kiye dete hain zara introduction walon ka shukria adaa karnay kay baad
K@Nch_ki_gUriyA- 04-27-2008
thank u noman yeh koi khandala hai kia jahan ghomo phiron aish karon :D vote dene main itni bari galti kar di. sab is jaissi ghalti kar dete to election koi dosra jeet jata
arey larki khandala main kia rakha hai .. dekhne wali cheezain to yahan rakhi hain sab .. ahista ahista doondne ki koshish karo mil jayein gi .. :P
waise chaand wala jawab pasand aaya .. :P
oho to ab kuch doondna paray ga. chalo aik yah kaam bhi kar kay dekh latay hain. chand wala jawab to mera hai hi pasandeeda pasand kion na aata.
* btw thank u yeh to parhnay wali ankh ka kamal hai jis ne itni gahri baat ko samja.
K@Nch_ki_gUriyA- 04-27-2008
Welcome here
Hope u will njoy here...!!!
Btw u r the 1 whoz living in Edmonton?
yah itni khuffia report kis ne de di aap ko? :roll: :D : :?:
neways thanks a lot.
K@Nch_ki_gUriyA- 04-27-2008
thanks once again aman and soni
Onlyurs- 04-28-2008
ab fittt howa na KKG ka avater :P ab khul dull k posts start ker dain aur jaldi sau blue group main shamil ho jain :P jo yahan ka sab say best group hai ;)
K@Nch_ki_gUriyA- 05-07-2008
ab fittt howa na KKG ka avater :P ab khul dull k posts start ker dain aur jaldi sau blue group main shamil ho jain :P jo yahan ka sab say best group hai ;)
thank u onlyurs. kasay shamil hona hai group main ?
Onlyurs- 05-07-2008
yeh tu ADMIN sahib karain gay hum tu buss ADMIN jee ko durkhuwast hi ker saktay hain k inhain hamaray group main shamil ker dain
K@Nch_ki_gUriyA- 05-16-2008
group kab milta hai ?
Onlyurs- 05-17-2008
buss jab app thori si speed pakroo gi aur apki posts 300 ya 400 tuk pohanch jain gin tab
Maria- 05-18-2008
welcome to this forum kkg
K@Nch_ki_gUriyA- 05-21-2008
buss jab app thori si speed pakroo gi aur apki posts 300 ya 400 tuk pohanch jain gin tab
ab speed marti hun
K@Nch_ki_gUriyA- 05-21-2008
welcome to this forum kkg
thank u maria
Onlyurs- 05-21-2008
buss jab app thori si speed pakroo gi aur apki posts 300 ya 400 tuk pohanch jain gin tab
ab speed marti hun
hahahahahahhaha...jee ab theek hai essi liay apko Group bhi mill giyaa hai :)
K@Nch_ki_gUriyA- 05-25-2008
shukar hai mil gaya group. thanks u onlyurs
sweet_man- 05-25-2008
welcome here
Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.