larkiyan toh kabhii jhoot bolti naii.. :oops:
aur larkay kabhi sach naii kehtay mean kay
larkay he jhoot boltay hain
oh yes............main yahi suuna chah rahi thi :P
sirffffffff lerkay hee jhootay hotay hain :P
exactly .. sahi suna hai aap ne
aur nahin to kia..............lerkiyaan sirf aur sirf sach bolti hain jab k lerkay sirf aur sirf jhoot boltay hain :P
sahi kaha buhat sach bolti hain menu pata hai.. taubha kero farii bacha kaano ko haath lagao shabaash..
larkiyaan jhoot nahi bolti kia :O
yeh kis ne kaha :O
jis ne yeh kaha ... wo sab se bari jhooooti =))
is topic ka naam hona chaie tha jooti kon :2:
huhhhh jhoote guys hote hai
sab ko maloom hai
girls itni jhooti hoti hein ke her ek apney ap ko Dr samajti hey :3:
kiya tum rou lo is baat pe :P
hello Dr kesa ja ra hey hospital :2:
jhoot+lies+liars = boys :p
bechara sach parh kar sadmay se hans raha hai :roll: