Kia keh diya main nay bhai?
ap ko english ki samaj nahi atty to kiu english main kuch kehte hain baaji ?
Kaysi baatyn kerty ho beta ji
kuch to khayal karain jiiii .
khayal ka waqt nikal gaya
Arrey Aise batain na karain jiii .
Tum ne aesa socha b q :-x
Choro ye love shove kuch nai hota :(
mein bhi yehi soch raha hoon sab bas time pass hia log badal jate hain bad mein :(
Muje pata hai ap mujh se tang aa jao gy baad men :(
aap to already badal gai :(