soo jain ap ko nind chari hoi hai :P
main to app ko janti bi nai hon to pyar kessa
ye kya keh rahi hain comp band kar dein :P
to phir mein kya karoon :P
rooz hi kehti hain jhoota moota :P
Flirt krne ki adat ho gai hai ap ko.
kan pak gaye hain sun sun kar :P
Ap k mu se sun'na bilkul naya sa lagta hai :P
roz roz kehne se love kam ho jata hai :P
Ap ki ye ada muje pasand hai :D
sab ke samne nai kaha kare mujhe sharam ati hai :P
Go0od.ye hui na bat.jub pyar kia to sharmana kya.
sharam ati hai pehli bar kisi ne kaha hai :P