Good 1 Aik sahib nihayat pabandi se masjid mai panch waqt ke hazire dia karte the...
log on ke taqwa se bahut mutassir the.aik shahs ne jab onhe nihayat inhimak se namaz ada karte
deka to apne sathe se bola,,,,,ye jo shahs namaz ada kar raha hai,nihayat mutaqqee aur parhezghar hai..............
is par wo saihib namaz thor kar bole ....................
aur janab mai hajii be hooo........
************************************************** ************************
Teacher student say : Aany waly kal ko kia kehthy hain?
Student : tomorrow
Teacher : very good aur Aany waly teasry din ko?
Student : tomorrow kay oper aik aur maro.
AMAN.- 09-20-2007
!*^*^*^* Smile plzZZZZ*^*^*^*^!!
Aik muhtarma nay aik 10 saala bachay ko cigrett peetay dekha to zabt na kar sakein
aur pooch bethein
"Tumharay waaldain ko maloom hai kay tum cigrett peetay ho?"
"Khatoon" bachay nay fiza main dhuwaan chortay hoye kaha..
."Kiya tumharay
husband ko is baat ka ilm hai k tum aik ghair mard say baat kar rahy ho?"
**Ufff yeah bay-chaarghy* **
Class teacher nay students ko taweel lecture denay k baad kaha
"Aap logh muj say waada karen kay amli zindgy main cigrett aur sharaab nahi piyen
gay?"
"Sir! hum waada kartay hain kay hargiz nahi piyen gay "
"Lerkiyu ka peecha nahi karen gay or unhay tangh nahi karen gay?"
"Sir! nahi karen gay"
"Lerkiyu say kabi flirt nahi karen gay?"
"Sir ! aap itmiyaan rakhain aisa hi ho gha"
"In par awaazain nahi kasain gay?"
"Sir! aisa hi ho gha"
"ACHA aahry baat yeah hai kay is watan pay apni zindgy qurbaan kar den gay?"
"Kar den gay sir! bilkul kar den gay aahir aisy zindgy ka aur kerna bhi kia hai"
Bunty- 09-20-2007
Aik muhtarma nay aik 10 saala bachay ko cigrett peetay dekha to zabt na kar sakein
aur pooch bethein
"Tumharay waaldain ko maloom hai kay tum cigrett peetay ho?"
"Khatoon" bachay nay fiza main dhuwaan chortay hoye kaha..
."Kiya tumharay
husband ko is baat ka ilm hai k tum aik ghair mard say baat kar rahy ho?"
:33: :33:
AMAN.- 02-17-2008
Gabbar : Kitne admi they?
Sambha : Sardar 2
Gabbar : Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba : Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar : Aur 2 ke pehle?
Samba : 2 k pehle 1 aata hai.
Gabbar : To beech mein kaun ata hai?
Samba : Beech mein koi nahi aata
Gabbar : To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba : 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se bada hai.
Gabar : 2, 1 se kitna bada hai?
Samba : 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar : Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna bada hai?
Samnba : Sardar maine aapka namak khaya hai, mujhe goli maar do..
Noman- 02-17-2008
:))
Ay[z]o- 02-18-2008
HAHAha.. =))
sweet_man- 02-21-2008
.. =)) =))=)) =))=)) =))
lage rahoo munna bhai :P
Noman- 03-01-2008
Ek shareef admi shadi k bad apni B.V ko bola:
"aaj sey tum he meri ZINDAGI ho, PYAAR ho, TAMANNA hoo, jaan ho
BV: oor aaj sey aap he mere leye FARHAN hain,
SAAD hai qaiser hain adnan hain =))
Maria- 03-07-2008
toba :P
sweet_man- 03-07-2008
isi liye admi ko shareef nahi hona chaye :P
Noman- 05-25-2008
Din Me Chand Sitare Achay Nahi Lagtay.
Ab Duniya K Ye Nazaray Achay Nahi Lagtay.
Koi Ja Kar Humaray MUMMY PAPA Say Keh Dae.
K HUM Ab Kunwary achy nhi lagty.
Noman- 05-25-2008
Kabi kabi meri ankhon mai samaya sa lagta ha
Jo apna hai wo paraya b lagta ha
Tumse milne ki tamanna to bohat ha lekin
Aane jane mai kiraya boht lagta hai :P
Noman- 06-04-2008
Girl
: (Emotionaly)
Darte hain agg say kahin jal na jayen..
darte hain Khwab say Kahin Toot Na jayen..
Lakin Sub Say Ziada Darty hain Es baat say...
Kay App Hamain KAhin Bhool Na jaye..
Boy :
Yeh mat sochna ki hum bhool jayenge tuemhe...
Door rehkar bhi hamesha chahenge tumhe...
Agar Dost bankar raas na aaye to.....
Bhoot bankar darayenge tumhee...
Palkain- 06-05-2008
hehehe
*xxJd's Nottyxx*- 06-09-2008
hehhe lolz nice everyone
Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.