View Full Version: Good 1

jandians >>Jokes n Funny Shayri >>Good 1


<< Prev | Next >>

AMAN.- 09-20-2007
Good 1
Aik sahib nihayat pabandi se masjid mai panch waqt ke hazire dia karte the... log on ke taqwa se bahut mutassir the.aik shahs ne jab onhe nihayat inhimak se namaz ada karte deka to apne sathe se bola,,,,,ye jo shahs namaz ada kar raha hai,nihayat mutaqqee aur parhezghar hai.............. is par wo saihib namaz thor kar bole .................... aur janab mai hajii be hooo........ ************************************************** ************************ Teacher student say : Aany waly kal ko kia kehthy hain? Student : tomorrow Teacher : very good aur Aany waly teasry din ko? Student : tomorrow kay oper aik aur maro.

AMAN.- 09-20-2007

!*^*^*^* Smile plzZZZZ*^*^*^*^!! Aik muhtarma nay aik 10 saala bachay ko cigrett peetay dekha to zabt na kar sakein aur pooch bethein "Tumharay waaldain ko maloom hai kay tum cigrett peetay ho?" "Khatoon" bachay nay fiza main dhuwaan chortay hoye kaha.. ."Kiya tumharay husband ko is baat ka ilm hai k tum aik ghair mard say baat kar rahy ho?" **Ufff yeah bay-chaarghy* ** Class teacher nay students ko taweel lecture denay k baad kaha "Aap logh muj say waada karen kay amli zindgy main cigrett aur sharaab nahi piyen gay?" "Sir! hum waada kartay hain kay hargiz nahi piyen gay " "Lerkiyu ka peecha nahi karen gay or unhay tangh nahi karen gay?" "Sir! nahi karen gay" "Lerkiyu say kabi flirt nahi karen gay?" "Sir ! aap itmiyaan rakhain aisa hi ho gha" "In par awaazain nahi kasain gay?" "Sir! aisa hi ho gha" "ACHA aahry baat yeah hai kay is watan pay apni zindgy qurbaan kar den gay?" "Kar den gay sir! bilkul kar den gay aahir aisy zindgy ka aur kerna bhi kia hai"

Bunty- 09-20-2007

Aik muhtarma nay aik 10 saala bachay ko cigrett peetay dekha to zabt na kar sakein aur pooch bethein "Tumharay waaldain ko maloom hai kay tum cigrett peetay ho?" "Khatoon" bachay nay fiza main dhuwaan chortay hoye kaha.. ."Kiya tumharay husband ko is baat ka ilm hai k tum aik ghair mard say baat kar rahy ho?" :33: :33:

AMAN.- 02-17-2008

Gabbar : Kitne admi they? Sambha : Sardar 2 Gabbar : Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain? Samba : Sardar 2, 1 ke baad aata hai Gabbar : Aur 2 ke pehle? Samba : 2 k pehle 1 aata hai. Gabbar : To beech mein kaun ata hai? Samba : Beech mein koi nahi aata Gabbar : To phir dono ek saath kyun nahin aate? Samba : 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se bada hai. Gabar : 2, 1 se kitna bada hai? Samba : 2, 1 se 1 bada hai. Gabbar : Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna bada hai? Samnba : Sardar maine aapka namak khaya hai, mujhe goli maar do..

Noman- 02-17-2008

:))

Ay[z]o- 02-18-2008

HAHAha.. =))

sweet_man- 02-21-2008

.. =)) =))=)) =))=)) =)) lage rahoo munna bhai :P

Noman- 03-01-2008

Ek shareef admi shadi k bad apni B.V ko bola: "aaj sey tum he meri ZINDAGI ho, PYAAR ho, TAMANNA hoo, jaan ho BV: oor aaj sey aap he mere leye FARHAN hain, SAAD hai qaiser hain adnan hain =))

Maria- 03-07-2008

toba :P

sweet_man- 03-07-2008

isi liye admi ko shareef nahi hona chaye :P

Noman- 05-25-2008

Din Me Chand Sitare Achay Nahi Lagtay. Ab Duniya K Ye Nazaray Achay Nahi Lagtay. Koi Ja Kar Humaray MUMMY PAPA Say Keh Dae. K HUM Ab Kunwary achy nhi lagty.

Noman- 05-25-2008

Kabi kabi meri ankhon mai samaya sa lagta ha Jo apna hai wo paraya b lagta ha Tumse milne ki tamanna to bohat ha lekin Aane jane mai kiraya boht lagta hai :P

Noman- 06-04-2008

Girl : (Emotionaly) Darte hain agg say kahin jal na jayen.. darte hain Khwab say Kahin Toot Na jayen.. Lakin Sub Say Ziada Darty hain Es baat say... Kay App Hamain KAhin Bhool Na jaye.. Boy : Yeh mat sochna ki hum bhool jayenge tuemhe... Door rehkar bhi hamesha chahenge tumhe... Agar Dost bankar raas na aaye to..... Bhoot bankar darayenge tumhee...

Palkain- 06-05-2008

hehehe

*xxJd's Nottyxx*- 06-09-2008

hehhe lolz nice everyone

Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.