Uss ko na paa saky thy jab dil ka ajeeb haal tha
Aaj jo palat kay dekhyn to baat thi kuch muhal bhi
AMAN.- 09-15-2007
NA THA KUCH TO KHUDA THA KHUCH NA HOTTA TO KHUDA HOTTA
DUBOYA MUJH KO HONAY NAY NA MAIN HOTTA TO KIYA HOTTA
HOAA JAB GHAM SAY YON BAYHISS TO GHAM KIYA SER K KATNAY KA
NA HOTTA GER JOODA TAN SAY TO ZANON PER DHARA HOTTA
Jam & Jelly- 09-15-2007
Us nay anchal say nikali meri gum guzishta bayaz
Aur chupkay say mohabbat ka warq mor diya
Ham ko maloom tha anjaam-e-mohabbat
Ham nay akhri harf say pehly hi qalam tor diya!
AMAN.- 09-15-2007
Phoolon se zakhm khaaye to kaanton se see liye
Yeh bhee rafoogari kee anokhee misaal hai
Jam & Jelly- 09-15-2007
Faida kia hy ab woh mily bhi to Muneer
Umer to beet gai rah pay laty laty usy
AMAN.- 09-15-2007
Kat to jaati hai magar raat ki fitrat hai ajeeb
Is ko chup chaap jo kaato to sadee ban jaye
Jam & Jelly- 09-15-2007
Akyla hun to abad ker layta hun veerany
Bohat roye gi mery baad meri shab-e-tanhai
AMAN.- 09-15-2007
Woh mujh ko chod gya tu mujhe YAQEEN aya
Koi bhi shaks zaroori nahi kisi k lye...!
Noman- 09-15-2007
Ki Meray Qatal K Baad Us Nay Jafa Se Toba
Haye Us Zood-e-Pasheman Ka Pasheman Hona.
kiran- 09-16-2007
Fursat nahi rone rulane ke waste, Kyon yaad aate ho hame tadpaneke waste, Jab humse daman chhuda hi lena tha To kyon nazar aate ho dil jalaneke waste…
Maria- 09-18-2007
jab jab tanhai nay unko sataya ho ga,
tab tab unko mera khayal aya ho gaa
gham ye nahi k wo bhol gaye hamko
gham to ye hai k ro ro k bhulaya ho gaa
AMAN.- 09-18-2007
Na jaane tum pe itna yakin kyon hai?
Tera khayal bhi itna haseen kyon hai?
Suna hai Pyar ka dard meetha hota hai
To aankh se nikla ye aansu namkeen kyon hai
Maria- 09-18-2007
nice
aankhon se door na ho dil se utar jaye ga
waqt ka kya hay guzerta hay guzer jaye ga
cyberthunder- 09-18-2007
Dekhiyey patay hain usshhaaq butoon se kya faiz,
Ek barahman ne kaha hai ke yeh saal acha hai...
Maria- 09-19-2007
yahi hai zindagi kuch Khwab chand umidein
inhi khilonon se tum bhi behal sako to chalo
Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.