ik dia kub rok saka hai raat ko aanay say
laykin dil kuch sanmbhla to ik dia jalanay say
jo pholon or kanton ki payhcan nahi rakhta
phool nahi ruktay ghar us ka bhi mehkanay say
dazzeleyez- 04-17-2007
YEH ZINDAGEE BARI AJEEB SEE,
KABHI GULZAR SEE KABHI BEZAAR SEE,KABHI TUFANOON MAIN HAIN RASTY,
KABHI MANZALON KA PATA NAHIN,KABHI HER PAL IMTIHAAN HAI,
KABHI BIN MANGY INAAM HAI,
KABHI KUCH BHI NAHIN KABHI SAB KUCH,
KABHI JEENY KI KHAWAHISH, KABHI MERNY KA SHOK,
KABHI MEHFIL MAI TANHAE,KABHI TANHAEE MAI MUSKAAN,
KABHI KUCH PANY KI KHAWAHISH,
KABHI KUCH KHONY KA DUKH,
NOREEN SHARIF YEH ZINDAGEE BARI AJEEB SEE
Faiza- 04-17-2007
Ehsaas ager ho to Mohabbat karo Mehsoos
har baat ka izhar zarore nahi lab sai
dazzeleyez- 04-17-2007
Inhi patharon pe chal kr agarr asako to aaoo
mere ghur k raastey main kahin kahkashan nahi hai
Faiza- 04-17-2007
ishq kii daastan hai hamayn piyaari
apani apani zubaan hai humayn piyari
ham zamanay say intiqam to layn
ik hansi darmiyan hai pyaari
Bunty- 04-18-2007
ishq kii daastan hai hamayn piyaari
apani apani zubaan hai humayn piyari
:4:
Faiza- 04-18-2007
Is jahan main kub kisi ka dukh apnatey hain log
Rukh hawa ka dekh kar aksar badl jatey hain log
Noman- 04-18-2007
guzery hayn zindagi main kuch aysay mukaam say nafrat si ho gai hay mohabbat kay naam say
Faiza- 04-18-2007
ye hi hay Tohfa apna or ye hi hain phool rukhsat k....
labon pe kuch duaayn hain kuch aansu hain muhabbat k
dazzeleyez- 04-18-2007
" kabhi aapnoh se koi juda nahi hoteh....Dosti keh rishteh bewafa nahi ho sakteh....koi aapkho bhula diya hoh tohaap uneh yaad kiyah bina nahi rahena.....aur kabhi uskiraho meh andhera aajayeh....toh yeh du'a karna keh Khudaaapko jalayeh uski roshnikeh liyeh.....yeh pyaar hota heh ..."
Noman- 04-18-2007
hum aur tum ko bhool jayein Nasir, kaisi baatein kerte ho
soorat to phir soorat hai, wo naam bhi acha lagta hai
Faiza- 04-20-2007
Iss ki khwaish hae k angan main utre suraj,
Bhool betha hae ke khud moom ka ghar rakhta hae.
Palkain- 04-27-2007
Ek Ehssas Mohabbat hai
Ek baat jo Khools hai
Ek zaat jo tu hai
Ek rishta jo hum hein
Faiza- 04-30-2007
Na Jane Kion Bacha Rakhe Hain Ansoo---
---Abhi Shayad Mujhe Rona Bohot Hai---
Noman- 05-02-2007
is shart pe kheloon piya pyar ki baazi
jeetoon to tujhe payoon haaroon to piya teri
Forumer™ is Voted #1 Free Forum Hosting provider
Build your own community today with the largest message board hosting company.