Haha
app ka intro parh kar thora laga kay app kafi khusHK miZaj hain par app ki dosre reply par kar apnay khayalat ki Nafee hogaye .
par app nay likha jivan day kar bi kisi kay dil par muskaan nahi la payai .. Kaafi galat bayani say kaam liya !! App ki reply par kar meray dil par muskaan kaya hanse bikhar gaye thee :P:P
Filhal bohat bohat khush Amdeed to Jandians forum..
lagnay mein aur honay mein bohat farq hota hai AMAN zarori nahi jo chez humain lagay wohi ho
aur aap ne bhi samjhne mein wohi galti .....:P ye MUSKAAN nahi "Maskan" hai jis ka matlab ghar bananaa jaga banana hai wasay aap mujhay thoray samjhdar lagay thay lakin baat wohi ah jati hai na ke honay mein aur lgany mein bohat farq hota hai :P:P
aur mujhay achaa laga ye jan kar ke humari post se kise ke chehray pay Muskaan to ayi koi aur Muskaan nahi to yehi Muskaan sahi :D
aur bohat bohat shukriya ap ka itna achaa khush Amded karne ka :)
Interesting !!
Wo acctually mujay app say itne zahanat ki tu'waka nahi thee :P Iss liyai muskaan hi samaj betha !
Chalo atleast kisi ko samajdaar laga to sahee . Yahe bare khushe ki bat hay janab :p
Aur Shukriya kehnay ki zaroorat nahi , yai to hamara faraz tha :-)
aur mujhay bhi tawaqo nahi thi ke aap ki Zahanat ki Intehaa ye hogi :P
well Muskaan naam achaa hai kafi :P
han wohi to samjhdar lagnay main aur honay may jo farq hai wo saf zahir hai
aur aap ke is farz ke mukabil shukriya kahna bhi humara Farz tha aap ne bhi apna farz nibhayaa aur hum ne apna.. :)
Yai apne na samji hay kab say hamdam mah-o-saal , Guzar gaya hay zamana galay lagayai howay :P
Aur janab nay yai to zaroor suna hoga kay aksar nazar aur musha'hada dhoka kha jatay hain jo zahir hota hay wo hota nahii hay :P
aur haan mujay bi muskaan naam bohat acha lagta hay :P
Welcome here Khuwahish
Enjoy here...!!!
zindagi me jo hota hai wohi kitaabon me likha jata hai wo kise aur dunya ki baatain nahi hotin agar aap ne bachon ki kahanion se alag koi kitaab parhi ho to... :p aap ko kitabon ki haqeqat malom ho :)
anyway
its me Sheza here from lahore doing study 2nd year student n i think its enough about me... :)
bech0n wali kahaniyan perhne ki to tumhari umar hai so tumhain he mubarak.
Wese tumhari posts perh k lagta hai k KHAWATEEN dijest main SADIA AZIZ AFRIDI ka afsaana perh rai hun :P
anywaz nice knowing ur name kiddoo.
Welcome again :)
welcome here ! ;:)
Thank u so much Kiran :)

ahan
gud gud.... :p
Welcome here Khuwahish
Enjoy here...!!!
Thank u saThiyA :)
welcome here jeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
zindagi me jo hota hai wohi kitaabon me likha jata hai wo kise aur dunya ki baatain nahi hotin agar aap ne bachon ki kahanion se alag koi kitaab parhi ho to... :p aap ko kitabon ki haqeqat malom ho :)
anyway
its me Sheza here from lahore doing study 2nd year student n i think its enough about me... :)
bech0n wali kahaniyan perhne ki to tumhari umar hai so tumhain he mubarak.
Wese tumhari posts perh k lagta hai k KHAWATEEN dijest main SADIA AZIZ AFRIDI ka afsaana perh rai hun :P
anywaz nice knowing ur name kiddoo.
Welcome again :)
hahahahahahaah
nahi ye aap ki baton se lag raha hai ke aap bohat parhty hain Khawateen dijest :P:P
wasay nice to know ke yahan Jal KuKar log bhi paye jate hain :P:P
n Thank u so much again for ur Wc WadoO :p
welcome here jeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
Thank u so much Onlyurs jeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee :p
yahan introduction ho raha hai ya ek doosre per points maare ja rahe hain ? #-o
welcome Khuwaish....
have fun
yahan introduction ho raha hai ya ek doosre per points maare ja rahe hain ? #-o
han wohi to aap log aisa karte hain new members ke sath introduction le rahay hain ya.... :?
hum sab ne to itne pyar se aap ko welcome kiya ..
aap point marna shuro ho gyi hain :?