Kaanch ki guriya nay bilkul theek kaha k ager lerkiyaan na hoteen to lerkay line kis ko maartay?
Lerkon ki 24 ghanton ki masroofiat bhi lerkion ki wajah se hui is tarah tou... :P
larkiyan nah hoti toh larkay kuch b nah kar saktay...boring hoo jati un ki life full timee...larkon ki life jo inni color full hai just becoz of girls
a bit truthhh.. but yeh jo kuch ladkon ke lyf black n whyt hoti hay na yeh b jst coz awf desE gurls :p
boys khud zayada kasoor waar hotay hein..nah ultay kaam karien nah hurt karien girls ko
nah he unn ki life black n white hoo
khud apnay hath sya apni kashti dabo detay hein
achaa je tou gurls k chakar may padhna ulta kam hay ? it means k gurls ulat kamo ke wajah hay na aur phr gurls na hoti tou he yeh ulat phulat kam na ho :P
girls say payar karna ulta kaam nahii un ko dokha den aulta kaam hai..girls nah hoti toh boys ka yeh flirty roop b nazar nah ata
acha tou dokha sirf ladkay he daite hein ? temMe honestly ?
haha.. agr na hoti tou flrt he nhi hota geniouS :P
tali ek haath se nahi bajti....kabhi galti larki ki hoti hai kabhi larke ki....lekin larkon ko sirf larkiyon ki galti ka pata ho ta hai aur larkion ko larko ki galti ka...so wo ek dosre pe blame karte rehte hain...aur yehi waja ban jati hai galat fehmi ki aur dono ki zindagi blak n white.......
bak 2 the topic.....
kia hota tum larko ka ...chk chk...becharay larke tou bas sokh sokh k kanta ho jate...
aur gatay phirtay....
mein kapday pehan k jaon kahan
aur baal banaon kis k liyein.... :P:P
haha.. lolx han U ladkian hamara lunch aur dinner jO ho :P
itni jaldi maan liya tum larko ne....ab jab yeh lunch aur dinner nahi hoga tou tum tou pyase reh jao ge na
hum ladkay sachay jo hote hein je :P
ladkiyan nahi hoti to hum jhooth nahi bolte
apnay tamaam ghalat kamon ka blame larkion per rakhna larkon ki purani aadat hai....agar hum na hote tou tum sab bechare apni ghaltiyan kis se uper dalte....sharam karo aur ab bhi jhoot bolna chod do....
maan bhi liya tum larkon ne k tum sab jhoot bolte ho tou yani jou kuch bhi ab tak kaha yahan sab jhoot tha.. :P:P